Mobile Data bachane ke 5 tarike [Hindi] | Mobile Internet Data Kaise Bachaye

Dosto agar Android phone use krte hai Aur internet chlane ke liye aap
Data pack ka use karte Hi honge.Aise me Android phone ya koi or
smartphone aapka data bahut jyada khapat krta hai.Jo aapke piye thoda
mehnga pad skta hai.Toh chaliye mai apko kuch aise tips bataunga jiski
help se aap ka mobie data bahut dino tk chal skta hai.
#1. Restrict Background Data ko On Kar de:
Jab
aap kisi app ko access krna band kr dete hai toh bhi aapka data
background me chal rhe app me use hota rhta hai.Toh iske liye aap
network setting me jaker Background Restrict Data on kar dijiye …Jisse
aap jb bhi app ko on krenge tabhi aapka data pack use hoga.Usse aapka
data bacha rhega.
#2. Use Data Saving Browser:
Agar
aapne abhi tak apne phone me koi data saving browser install nahi kiya
hai toh aap jaldi se koi aisa browser install kr lijiye jaise opera mini
.Iske aapka 40% data bach jata hai aur kaam aapka 100% hota hai.

#3. Use Mobile Version Websites:
koshish
yahi kare ki aap apne phkne par jo bhi website khole wo mobile version
hi ho..Jisse aapka jyada data nahi kharch hoga..Aur mobile version aapke
phone me achhe se dikhega bhi.Jisko aap assani se access kar skte hai.
#4. Apne phone ki Cache memory ko clear na kare:
Bahut
saare user apne phone ki memory badhane ke liye cache memory ko clear
kar dete hai.Aapka storage toh badh jata hai lekin jb aap net use krte
hai toh jo pages or data save rhte hai wo fir se download hone lgte hai.
Jisse aapka adhik data khatam hota hai.Isliye dhyan rakhe ki Cache
memory ko clear na kare.
#5. In tips ko bhi aajmaye:
- Raat ko sone ke time apna data off kar de.
- Data limit ko set kar de jisse aapko phle pta chal jayega ki Kitna MB bacha hai.
- Data usage ko bhi check kare jisme aapko pata chlta hai ki kon sa app kitna data le rha hai.Aur agat uss app ki jarurat nahi hai toh usko uninstall kar dijiye…!!
Dosto, yaha par Mobile Data bachane ke 5 tarike
Ke bare me bataya gaya. Agar aap Jio 4G SIM ya Kisi aur SIM ka Use
karte hai. To aksar apka Internet Data Jaldi End ho jata hai aur youtube
video dekhate samay jyada Internet Use hota hai. Agar aap in sabhi Tip
ka Follow karenge to jarur apne Mobile ka Internet Data Bacha sakte hai.
I am really loving the theme/design of your weblog. Do you ever run into any browser compatibility problems? A handful of my blog readers have complained about my website not working correctly in Explorer but looks great in Safari. Do you have any recommendations to help fix this problem
ReplyDeleteBy-Mobile ki network setting kaise kare